..

Tuesday, 9 August 2016

computer ki besic jankari part 2

aaj main aap ko computer ki kuchh aur baton par rausni dalne ja raha hoon. aaj main yah batane ja raha hoon ke kya karna chaahia aur kya nahin karna chahiye . sabse pahle aap yah jaan len ki kya nahin karna chahie . computer ke programs ko chalte samay kabhi bhi shut down nahi karna chahie isse kya hota ke aap ka computer haing ho ne lagega .dusri bat yeh hai ki computer ke aaspass khane -pine ki chijon ko na rakhen kyon ki computer se nikalne bala vairess aap ke khane pine ki chinjon men jaa sakta hai .jaise . milk , food , drink , etc. aap kabhi bhi computer ke moniter ke samne chumbakiye cheej na rakhen issse aapke moniter ki colour bhag sakti hai . cd and dvd drive men se computer shut down karne se pahle cd.and dvd nikal men .cd and dvd drive men nahin chhodna chahia. aap agar sahi padhti ka istemal karenge computer chalate samay to aap ko asubidha kabhi nahi hogi. yah sab baten aapko rog kaam de sakti hai .
to ye baten computer chalane ke samay yad rakhen taki aap ko pareshani na uthani pade .aaj ke liye bass itna hi kal ek our post men isse aage ki jankari main aap logon ko dunga .meri agli post jaroor padhen isse he riletet rahega.

No comments:

Post a Comment